Tum Kya Jano Dil Karta Tumse Kitna Pyar
SQ

كلمات Tum Kya Jano Dil Karta Tumse Kitna Pyar

النوعPop
المدة4:08
اللغة الأصليةSQ
المشاهدات4.8K
Aaإعدادات القراءة
حجم النص 18

الكلمات الأصلية

SQ
الترجمة غير متاحة بعد. نعرض الكلمات الأصلية.
Tum kya jano dil karta tumse kitna pyar rehta hai mujhko bas tumhara intzar, aisa hai ye deewanapan jab tak na dekhu tumko aaye na karar, lag ja mere sine se yar pehle kabhi tu dil mera itna nahi tha deewana kya chiz hai deewangi pake tujhe main na jana tujhko dekha tujhko chaha tera ho gaya jan-e-jana main tere khwabo me kho gaya, aa chum lun tujhe bar bar tum kya jano dil karta tum se kitna pyar rehta hai mujhko bas tumhara intzar, aisa hai ye deewanapan jab tak na dekhu tumko aaye na karar, lag ja mere sine se yar uff kya sama jawan hai aagosh me chandni hai bikhri hai jo yaha waha woh pyar ki roshni hai hai tere hi dam se meri chhahat ka jaha tera jaisa aashiq sabko milta hain kaha, tujhpe sanam meri jan nisar tum kya jano dil karta tumse kitna pyar rehta hai mujhko bas tumhara intzar, aisa hai ye deewanapan jab tak na dekhu tumko aaye na karar, lag ja mere sine se yar

المزيد من Alka Yagnik

Alka Yagnik →

كلمات ذات صلة