Zindagi Ban Gaye Ho Tum
FI

كلمات Zindagi Ban Gaye Ho Tum

النوعPop
المدة5:29
اللغة الأصليةFI
المشاهدات1.2K
Aaإعدادات القراءة
حجم النص 18

الكلمات الأصلية

FI
الترجمة غير متاحة بعد. نعرض الكلمات الأصلية.
--male-- jo Meri Rooh Ko Chain De, Pyaar De voh Khushi Ban Gaye Ho Tum zindagi Ban Gaye Ho Tum zindagi Ban Gaye Ho Tum --female-- jo Meri Rooh Ko Chain De, Pyaar De voh Khushi Ban Gaye Ho Tum zindagi Ban Gaye Ho Tum zindagi Ban Gaye Ho Tum --male-- jism Se Jaan Tak Paas Aate Gaye in Nigaahon Se Dil Mein Samaate Gaye jism Se Jaan Tak Paas Aate Gaye in Nigaahon Se Dil Mein Samaate Gaye jis Haseen Khwaab Ki Thi Tamanna Mujhe haan Vahi Ban Gaye Ho Tum zindagi Ban Gaye Ho Tum zindagi Ban Gaye Ho Tum --female-- jo Meri Rooh Ko Chain De, Pyaar De voh Khushi Ban Gaye Ho Tum zindagi Ban Gaye Ho Tum zindagi Ban Gaye Ho Tum aah Aah Aah, Aah Aah Aah Aah Aah, aah Aah Aah Aah Aah har Kisi Se Jisse Main Chhupaati Rahi bekhudi Mein Jisse Goongunaati Rahi har Kisi Se Jisse Main Chhupaati Rahi bekhudi Mein Jisse Goongunaati Rahi maine Tanha Kabhi Jo Likhi Thi Vohi shaayari Ban Gaye Ho Tum zindagi Ban Gaye Ho Tum zindagi Ban Gaye Ho Tum --male-- jo Meri Rooh Ko Chain De, Pyaar De voh Khushi Ban Gaye Ho Tum --female-- zindagi Ban Gaye Ho Tum --male-- zindagi Ban Gaye Ho Tum --female-- zindagi Ban Gaye Ho Tum --male-- zindagi Ban Gaye Ho Tum

المزيد من Alka Yagnik

Alka Yagnik →

كلمات ذات صلة