Aira Gaira (feat. Javed Ali, Tushar Joshi)
الهندية

كلمات Aira Gaira (feat. Javed Ali, Tushar Joshi)

النوعPop
المدة6:03
اللغة الأصليةالهندية
المشاهدات137
Aaإعدادات القراءة
حجم النص 18

الكلمات الأصلية

HI
الترجمة غير متاحة بعد. نعرض الكلمات الأصلية.
haan billori nigaahon se kare hai sau ishaare khidki ke neeche naaspeeta seeti maare billori nigaahon se kare hai sau ishaare khidki ke neeche naaspeeta seeti maare ishq mein hua hai thoda andha thoda behra saiyan mera aira gaira natthu khaira hoor sa chehra irani aur leheza hindustani jheel si teri aankhon mein ek halchal hai toofani aah dekh mehfil mein aaye hain jaan ki dene qurbani ek mehbooba ki khaatir aaj do do dilbar-jaani jinke dil ke engine tere 'tation pe hai thehra ho jinke dil ke engine tere 'tation pe hai thehra samjhe kaahe aira gaira natthu khaira aa.. samjhe kaahe aira gaira natthu khaira raat leke aayi hai jashntaari aaye haye haye kaam ghalat karne ki hai apni baari aaye haye haye raat leke aayi hai jashntaari aaye haye haye kaam ghalat karne ki hai apni baari aaye haye haye aaj naache gaayein zara ishq vishq farmaaye aur jaan jalaane bhaad mein jaaye saari duniya daari aaye haaye haaye oye hoye hoye hoye ho dil ke aaine mein jhaanke sundari ka chehra ho dil ke aaine mein jhaanke sundari ka chehra ishq mein hua hai thoda andha thoda behra saiyan mera aira ghaira natthu khaira saiyan mera aira ghaira natthu khaira saiyan mera aira ghaira natthu khaira billori nigaahon se kare hai sau ishaare khidki ke neeche naaspeeta seeti maare billori nigaahon se kare hai sau ishaare khidki ke neeche naaspeeta seeti maare ishq mein hua hai thoda andha thoda behra saiyan mera, saiyan mera saiyan mera aira ghaira natthu khaira saiyan mera aira ghaira natthu khaira ho waqt ka yeh sitam hai tumhaare toh hum hain tum agar ho amaanat kisi aur ki bas mohabbat tumhari hai dualat humari tum agar ho virasat kisi aur ki jis din nikle jaan humari ik baar milne aana tum leke ijazat kisi aur ki leke ijazat kisi aur ki

المزيد من Antara Mitra

Antara Mitra →

كلمات ذات صلة