Sharma Na Yu Ghabara Na Yu
GL

كلمات Sharma Na Yu Ghabara Na Yu

النوعPop
المدة4:08
اللغة الأصليةGL
المشاهدات377
Aaإعدادات القراءة
حجم النص 18

الكلمات الأصلية

GL
الترجمة غير متاحة بعد. نعرض الكلمات الأصلية.
Sharma na yu ghabara na yu, parda kiye yeh rat hain tarana dhadkan ka na sine me daba na koyee janega yeh aapas kee bat hain, hai na sharma na yu ghabara na yu, parda kiye yeh rat hain tarana dhadkan ka na sine me daba, na daba, na daba na koyee janega yeh aapas kee bat hain, bolo na sharma na yu ghabara na yu, parda kiye yeh rat hain hmm chup kyon ho nahee toh, khoye khoye se kyon ho nahee toh phir kuchh bolo na, kya bolu khoya khoya kyon hain har khushee hain teree phul se jism kee tajgi hain teree yeh tohfa gulshan ka na pake yu gawa ke abb jo bhee hain sab tere hath hain, hain na sharma na yu ghabara na yu, parda kiye yeh rat hain tum nahee piyogee mai nahee pita sirf ek ghut sirf ek ha meree khatir, aapkee khatir (pyasa pyasa kyun hain aisa ka jam le mai tuhje tham lyu tu mujhe tham le bahana bholepan ka banake na sata na sata ke badee mushkil se phir aatee yeh rat hai, bolo na sharma na yu ghabara na yu, parda kiye yeh rat hain tarana dhadkan ka na sine me daba na daba na koyee janega yeh aapas kee bat hain, bolo na sharma na yu ghabara na yu, parda kiye yeh rat hain

المزيد من Asha Bhosle

Asha Bhosle →

كلمات ذات صلة