Moray Piya
YO

كلمات Moray Piya

النوعPop
المدة4:30
اللغة الأصليةYO
المشاهدات391
Aaإعدادات القراءة
حجم النص 18

الكلمات الأصلية

YO
الترجمة غير متاحة بعد. نعرض الكلمات الأصلية.
Din wohi raatein wohi, par main woh na raha Tanha in shaamon mein koi bhi apna na thha Chanda aur taare bhi bole ke yeh kya hua Haan main wohi tum wohi samaa yeh woh na raha Moray piya Tu na samjha Main iss duniya ka naa thha Khoya dil khoyi raton mein dhoondhoon main kya Auron se shikwaa par apnon ne bhi kya kiya Nahin iss duniya mein jo apna laga zamaane ki bhi dhup ne hi mujhko ruswa kiya Moray piya Tu na samjha Main iss duniya ka na thha Rishtey sabhii ban jaatey hain Tootne ke liye ek lamha Moray …. moray piya Kaise…. kaise jiya Rishtey sabhii ban jaatey hain Tootne ke liye ek lamha Moray moray piya Kaise…. kaise jiya moray piya Moray moray piya Kaise…. kaise jiya Moray moray piya Kaise…. kaise jiya Moray moray piya Kaise…. kaise jiya

المزيد من Jal

Jal →

كلمات ذات صلة