Lo Safar
MS

كلمات Lo Safar

النوعAlternativo Indie
المدة5:03
اللغة الأصليةMS
المشاهدات305
Aaإعدادات القراءة
حجم النص 18

الكلمات الأصلية

MS
الترجمة غير متاحة بعد. نعرض الكلمات الأصلية.
tumne jo hai maanga toh dil yeh haazir ho gaya tumko maana manzil aur musafir ho gaya lo safar shuru ho gaya humsafar tu ho gaya lo safar shuru ho gaya mera humsafar tu ho gaya dil ki bechaini ko aaya ab kahi aaram hai tum naa ho toh sochta dil tujhko subah-o-shaam hai iss qadar tu har ik pal main mere shaamil ho gaya lo safar shuru ho gaya humsafar tu ho gaya lo safar shuru ho gaya mera humsafar tu ho gaya jabse tumne baah thaami raastein aasan hai khushnuma hai meri subhein dilnashin har shaam hai zindagi ke achhepan se main bhi waakif ho gaya lo safar shuru ho gaya humsafar tu ho gaya lo safar shuru ho gaya mera humsafar tu ho gaya

المزيد من Jubin Nautiyal

Jubin Nautiyal →

كلمات ذات صلة