Neend Aati Nahein
ET

كلمات Neend Aati Nahein

النوعPop
المدة3:56
اللغة الأصليةET
المشاهدات219
Aaإعدادات القراءة
حجم النص 18

الكلمات الأصلية

ET
الترجمة غير متاحة بعد. نعرض الكلمات الأصلية.
Neend aati nahein, sari sari raat Koi tuj Sey kahay, mere dil kee baat Aek tu jo nahein, aaj mere saat Mujh ko veran lage, saari kaynat Tere aur mere Rastey hon kabhi na juda na juda Kya, jaane koi zinda hai kaise Meri jaan, yeh zindagi to ho rahi hai veran Tere bin hai jaan aise badan mein Jaise tanha ho panchi chaman mein Koi tuj sey kahay, mere dil kee baat Aek tu jo nahein, aaj mere saat Mujh ko veran lage, saari kaynat Mein to yehi chahoon, Dooriyan na rahey dooriyan, dooriyan wo, Aansoon bhari aankhon mey ghole Din raat, toh baarishon meh bheegta tha mere saath Aanganon me jo saaye jawan thae Dhoop me log jaltai kahaan thae Neend aati nahein Neend aati nahein Neend aati nahein

المزيد من Junoon

Junoon →

كلمات ذات صلة