Ishq Sufiyana
الهندية

كلمات Ishq Sufiyana

النوعPop
المدة6:26
اللغة الأصليةالهندية
المشاهدات221
Aaإعدادات القراءة
حجم النص 18

الكلمات الأصلية

HI
الترجمة غير متاحة بعد. نعرض الكلمات الأصلية.
rab ki qawali hai ishq koi dil ki diwali hai ishq koi mehki si pyaali hai ishq koi subah ki laali hai ishq girta sa jharna hai ishq koi uthta sa kalma hai ishq koi saanson mein lipta hai ishq koi aankhon mein dikhta hai ishq mere dil ko tu jaan se juda kar de yun bas tu mujhko fanaa kar de mera haal tu, meri chaal tu bas kar aashiqana tere waaste mera ishq sufiyana mera ishq sufiyana mera ishq sufiyana tere waaste mera ishq sufiyana mera ishq sufiyana mera ishq sufiyana rab ki qawali hai ishq koi dil ki diwali hai ishq koi mehki si pyaali hai ishq koi subah ki laali hai ishq sochu tujhe toh hai subah sochu tujhe toh shaam hai ho o manzilon pe ab toh meri ek hi tera naam hai tere aag me hi jalte, koyle se heera bante khwaabon mein aagey chalte hain tujhe batana tere waaste mera ishq sufiyana mera ishq sufiyana mera ishq sufiyana saath-saath chalte-chalte haath chhoot jayenge aisi raahon mein milo naa baatein-baatein karte-karte raat kat jaayegi aisi raaton mein milo naa kya hum hain, kya rab hai jahaan tu hai wahin sab hai tere lab mile mere lab khile ab door kya hai jaana tere waaste mera ishq sufiyana mera ishq sufiyana mera ishq sufiyana tere waaste mera ishq sufiyana mera ishq sufiyana mera ishq sufiyana rab ki qawali hai ishq koi dil ki diwali hai ishq koi mehki si pyaali hai ishq koi subah ki laali hai ishq mere dil ko tu jaan se juda kar de yun bas tu mujhko fanaa kar de mera haal tu, meri chaal tu bas kar aashiqana tere waaste mera ishq sufiyana mera ishq sufiyana mera ishq sufiyana tere waaste mera ishq sufiyana mera ishq sufiyana mera ishq sufiyana

المزيد من Kamal Khan

Kamal Khan →

كلمات ذات صلة