Beeti Yaadein Ho Beeti Yaadein
MS

كلمات Beeti Yaadein Ho Beeti Yaadein

النوعAlternativo Indie
المدة5:24
اللغة الأصليةMS
المشاهدات483
Aaإعدادات القراءة
حجم النص 18

الكلمات الأصلية

MS
الترجمة غير متاحة بعد. نعرض الكلمات الأصلية.
beeti yaadein ho beeti yaadein beeti yaadein haay beeti yaadein beeti yaadei dila gaya mausam - 2 dard dil ka badha gaya mausam beeti yaadei dila gaya mausam - 2 (jab bhi tanhaayi mein woh yaad aaye - 2) - 2 dil mein khushiyaan - 3 saja gaya mausam dil mein khushiyaan saja gaya mausam dard dil ka badha gaya mausam beeti yaadei dila gaya mausam (aisa lagta hai unake aane se - 2) - 2 mere aangan - 3 mein aa gaya mausam - 2 dard dil ka badha gaya mausam beeti yaadei dila gaya mausam kuchh kahaan maine kuchh suna unase - 2 (saare shikave - 3 mita gaya mausam) - 2 dard dil ka badha gaya mausam beeti yaadei dila gaya mausam (ek teri yaad hain meri dhadkan - 2) - 2 waqt aaya - 3 chala gaya mausam dard dil ka badha gaya mausam - 2 beeti yaadei dila gaya mausam - 2 dard dil ka badha gaya mausam beeti yaadei dila gaya mausam - 2

المزيد من Kavita Krishnamurthy

Kavita Krishnamurthy →

كلمات ذات صلة