Deewana Karke Chhodoge
MS

كلمات Deewana Karke Chhodoge

النوعInstrumental
المدة4:50
اللغة الأصليةMS
المشاهدات1.3K
Aaإعدادات القراءة
حجم النص 18

الكلمات الأصلية

MS
الترجمة غير متاحة بعد. نعرض الكلمات الأصلية.
Deewana kar ke chhodoge, lagta hai yoon hum ko Sau baar kaha e-jane-jahan, yoon pyaar se tum dekha na karo Hai jeevan mushkil kar doge lagta hai yoon humko Sau baar kaha e-jane-jahan, yoon pyaar se tum dekha na karo Aise na bus jana tha meri palkon ke tale rahi vahin rukte hain ghani jahan chhaon mile pyaar se ruk ruk dekh rahe kya ho mujh main sir se kadam tak sapnon ke kai gaon mile kaisi hoon main saajan phir se kaho na, kaho na Tum na mile the, kuch bhi nahi tha jeene main aafat hai milna saavan ke mahine main toofan kya hai dekho meri in aakhon main aakhon ki tasveer bahi mere seene main tum hi tum ho in sanson main suno na, suno na

المزيد من Lata Mangeshkar

Lata Mangeshkar →

كلمات ذات صلة