Likha Hai Teri Aankhon Mein
MS

كلمات Likha Hai Teri Aankhon Mein

النوعInstrumental
المدة4:04
اللغة الأصليةMS
المشاهدات1.1K
Aaإعدادات القراءة
حجم النص 18

الكلمات الأصلية

MS
الترجمة غير متاحة بعد. نعرض الكلمات الأصلية.
lata: likha hai teri aankhon mein, kisaka afasana - 2 kishor: agar ise samajh sako, mujhe bhi samjhana likha hai teri aankhon mein, kiska afasana ... lata: jawab tha kisi tamanna ka, likha to hai magar adhoora sa are o o o o jawab tha kisi tamanna ka, likha to hai magar adhoora sa kishor: kaisi na ho meri har baat adhoori, abhi huun aadha deewana lata: likha hai teri aankhon mein, kiska afasana kishor: agar ise samajh sako, mujhe bhi samajhana lata: likha hai teri aankhon mein, kiska afasana lata: jo kuch nahi to yeh ishaare kyon, thahar gaye mere sahare kyon are o o o o jo kuch nahi to yeh ishare kyon, thahar gaye mere sahare kyon kishor: thoda sa haseenon ka sahara leke chalna, hai meri aadat rozaana lataa: likha hai teri aankhon mein, kiska afasaana kishor: agar ise samajh sako, mujhe bhi samajhana lataa: likha hai teri aankhon men, kiska afasana kishor: yahaan vahaan fiza mein aawara, abhi talak ye dil hai bechara are o o o o yahaan vahaan fiza mein aawara, abhi talak ye dil hai bechara lataa: o o ... dil ko tere ab tak na samajhe, tujh hi ko hamane pahachaana lataa: likha hai teri aankhon men, kiska afasaana kishor: agar ise samajh sako, mujhe bhi samajhana lataa: likha hai teri aankhon men, kisaka afasana

المزيد من Lata Mangeshkar

Lata Mangeshkar →

كلمات ذات صلة