Gore Gore Chand Se Mukh
EO

كلمات Gore Gore Chand Se Mukh

النوعClassico
المدة4:16
اللغة الأصليةEO
المشاهدات224
Aaإعدادات القراءة
حجم النص 18

الكلمات الأصلية

EO
الترجمة غير متاحة بعد. نعرض الكلمات الأصلية.
Gore gore chaand se mukh par kaali-kaali aankhen hain Dekh ke jinko neend ud jaaye vo matvaali aankhen hain Gore gore chaand se Munh se palla kya sarkaana is baadal mein bijali hai Door hi rahana inse qayaamat dhaane vaali aankhen hain Gore-gore chaand se ... Be jinke andher hai sab kuch aaisi baat hai inmein kya Aankhen-aankhen sab hain baraabar kaun niraali aankhen hain Gore-gore chaand se ... Be dekhe aaraam nahi hai dekho to dil ka chain gaya Dekhane vaale yoon kahate hain kya bholi bhaali aankhen hain Gore gore chaand se

المزيد من Mukesh

Mukesh →

كلمات ذات صلة