Kuchh Lab Pe Hai (feat. Shreya Ghoshal)
الهندية

كلمات Kuchh Lab Pe Hai (feat. Shreya Ghoshal)

النوعPop
المدة4:51
اللغة الأصليةالهندية
المشاهدات24
Aaإعدادات القراءة
حجم النص 18

الكلمات الأصلية

HI
الترجمة غير متاحة بعد. نعرض الكلمات الأصلية.
kuchh lab pe hai kuch dil mein hai armaan zara mushkil mein hai kuchh lab pe hai kuch dil mein hai armaan zara mushkil mein hai ek ajnabi pyaas hai diwaangi khaas hai kuchh pyaar me keh to diya kuchh kuchh magar kehna bhi hai kehna bhi hai laage kaheen na ab jiya laage jaage raaton ko ab naina jaage bechainiyan shaam-o-sehar mujhko nahi apni khabar saansein chale beete samay, pal na dhale jeena mujhe ab to teri palkon tale kuch lab pe hai kuchh dil mein hai armaan zara mushkil mein hai kuchh lab pe hai kuch dil mein hai armaan zara mushkil mein hai jhoome, masti mein mera tan jhoome ghoome, awara mera man ghoome teri gali, tera shehar acchi lage teri dagar ruk ke chale, chal ke ruke yeh karwan aadhi lage, poori lage yeh dastaan kuch lab pe hai kuchh dil mein hai armaan zara mushkil mein hai kuchh lab pe hai kuch dil mein hai armaan zara mushkil mein hai ek ajnabi pyaas hai diwaangi khaas hai kuchh pyaar me keh to diya kuchh kuchh magar kehna bhi hai kehna bhi hai

المزيد من Sonu Nigam

Sonu Nigam →

كلمات ذات صلة