Teray Liyay
ET

كلمات Teray Liyay

النوعPop
المدة4:49
اللغة الأصليةET
المشاهدات221
Aaإعدادات القراءة
حجم النص 18

الكلمات الأصلية

ET
الترجمة غير متاحة بعد. نعرض الكلمات الأصلية.
Teray liyay hai mera dil, meri jaan Hotey hain to ho fasley darmeeyan Teray liyay hai mera dil meri jaan Hotey hain to ho fasley darmeeyan Aapney aghaz sey aaj tuk zindagi Teri hee soch mein gum rahee Phir bhee janey mujhey kyoun yeh ehsaas hai Jaisey chahat meri kum rahee hooo Teray liyay hai mera dil, meri jaan Aayey gee eik baar khogayee jo bahar, Mein isee aaas mein jeeyoun ga. Khud sey wada hai yeh hain irada hai yeh Tu suney na suney mein khahoun ga hooo Teray liyay hai mera dil, meri jaan

المزيد من Vital Signs

Vital Signs →

كلمات ذات صلة