O Kali Topi Wale
NL

O Kali Topi Wale lyrics

GenrePop
Duration3:21
Original languageNL
Views358
AaReading settings
Text size 18

Original lyrics

NL
Translation not available yet. Showing the original lyrics.
O Kaali Topi Vaale Zaraa Naam To Bataa o Gore Gore Gaalon Vaali Kaam To Bataa mohe Vo Naam Bataa Duur Hi Rah Ke tohe Pukaar Saku Main Vo Hi Kah Ke vo Hi Bataane Kaa Inaam To Bataa o Kaali Topi Vaale chham Chham Ke Teer Chale Dil Hua Ghaayal phir Ek Baar Sunu Gori Teri Paayal paayal Sunaane Kaa Inaam To Bataa o Gore Gore Gaalon Vaali Kaam To Bataa tum Bhi Vahi Ho Baabu Hamein Naa Banaao tumko Bhi Dekh Liya Jaao Ji Jaao jaaungi Jaane Ka Inaam To Bataa o Kaali Topi Vaale

More from Asha Bhosle

Asha Bhosle →

Related lyrics