Koyi Jahan Mein Humaari Tarah
ID

Koyi Jahan Mein Humaari Tarah লিরিক্স

ধরনPop
সময়3:19
মূল ভাষাID
ভিউ314
Aaপাঠ সেটিং
টেক্সট সাইজ 18

মূল লিরিক্স

ID
Translation not available yet. Showing the original lyrics.
Koyi Jahan Mein, Humaari Tarah, gareeb Na Ho, Gareeb Ho Bhi Tho, hum Jaisa Badanaseeb Na Ho ek Paisa Dede, Ooo Babu, Oo Babu, oo Jaane Wale Babu, ek Paisa Dede teri Jeb Rahe Na Khali, Teri Roz Mane Diwali, tu Hardam Mauj Udaaye, Kabhi Na Dukh Paaye, oo Babu Ik Paisa Dede yeh Bacha Duvayen Dega, Tera Bigada Kaam Banega, ise Raaton Neend Nahin Aaye, Bhook Tadapaaye, oo Babu Ik Paisa Dede qismat Phuti Duniya Ruti, Choote Sabhi Sahare, pet Ke Khatir Bane Bhikaari, Phirthe Dardar Maare, aankh Ke Anda Bapu Meera Pag Pag Thokar Khaye, chala Nahin Jaaye, Ik Paisa Dede ek Paisa Dede, Ooo Babu, Oo Babu, oo Jaane Wale Babu, ek Paisa Dede

Asha Bhosle এর আরও গান

Asha Bhosle →

সম্পর্কিত লিরিক্স