Yahi Wafa Ka Sila Hai Toh Koi Baat Nahi
MS

Yahi Wafa Ka Sila Hai Toh Koi Baat Nahi লিরিক্স

ধরনPop
সময়5:59
মূল ভাষাMS
ভিউ852
Aaপাঠ সেটিং
টেক্সট সাইজ 18

মূল লিরিক্স

MS
Translation not available yet. Showing the original lyrics.
Yahi wafa ka sila hai toh koi baat nahin yeh dard tune diya hai toh koi baat nahin kise majaal kahe koyi mujhko deewaana agar yeh tumne kaha hai toh koi baat nahi yahi bahut hai ki tum dekhte ho saahil se safina dub raha hai toh koi baat nahi jo aanewaala hai kal usako kisne dekha hai wo hamase aaj juda hai toh koyi baat nahi

Asha Bhosle এর আরও গান

Asha Bhosle →

সম্পর্কিত লিরিক্স