Apni Dhoon Mein Rehta Hoon
ID

Apni Dhoon Mein Rehta Hoon লিরিক্স

ধরনPop
সময়12:18
মূল ভাষাID
ভিউ285
Aaপাঠ সেটিং
টেক্সট সাইজ 18

মূল লিরিক্স

ID
Translation not available yet. Showing the original lyrics.
Apni dhoon mein rehta hoon -2 mein bhi tere jayeesa hoon, Apni dhoon mein rehta hoon -2 mein bhi tere jayeesa hoon, O pecchlee rut ke saathi -2 Abki Baras mei tanha hoon, Apni dhoon mein rehta hoon -2 mein bhi tere jayeesa hoon, tayree gali mei sara din -2 dukhe kay kankar chunta hoon Apni dhoon mein rehta hoon -2 mein bhi tere jayeesa hoon, mera diya jalaye kuan -2 mei tera khali kamra hoon, Apni dhoon mein rehta hoon -2 mein bhi tere jayeesa hoon, Apni leher hai apna rooga-2 dariya hoo aur payasaa hoon, Apni dhoon mein rehta hoon -2 mein bhi tere jayeesa hoon, Aati rut mujhe rooyegi -2 jaati rut ka jhooka hoon' Apni dhoon mein rehta hoon -2 mein bhi tere jayeesa hoon,

Ghulam Ali এর আরও গান

Ghulam Ali →

সম্পর্কিত লিরিক্স