Kabhi yoon bhi to ho
MS

Kabhi yoon bhi to ho লিরিক্স

ধরনWorld Music
সময়5:12
মূল ভাষাMS
ভিউ332
Aaপাঠ সেটিং
টেক্সট সাইজ 18

মূল লিরিক্স

MS
Translation not available yet. Showing the original lyrics.
kabhi yuN bhi to ho -2 dariyaa kaa saahil ho, poore chaaNd ki raat ho aur tum aao kabhi yuN bhi to ho -2 pariyoN ki mahfil ho, koi tumhaari baat ho aur tum aao kabhi yuN bhi to ho -2 kabhi yuN bhi to ho ye naram mulaayam ThanDi havaayen jab ghar se tumhaare guzaren, tumhaari Khushboo churaayen mere ghar le aayen kabhi yuN bhi to ho -2 sooni har mahfil ho, koi naa mere saath ho aur tum aao kabhi yuN bhi to ho -2 kabhi yuN bhi to ho ye baadal aisaa TooT ke barse mere dil ki tarah milne ko, tumhaara dil bhi tarse tum niklo ghar se kabhi yuN bhi to ho -2 tanhaai ho dil ho, booNde hoN barsaat ho aur tum aao kabhi yuN bhi to ho -2 dariyaa kaa saahil ho, poore chaaNd ki raat ho aur tum aao kabhi yuN bhi to ho -4

Jagjit Singh এর আরও গান

Jagjit Singh →

সম্পর্কিত লিরিক্স