Jogi Re Tu Sach Batala Mujhe Jogi
BR

Jogi Re Tu Sach Batala Mujhe Jogi লিরিক্স

ধরনInstrumental
সময়3:18
মূল ভাষাBR
ভিউ659
Aaপাঠ সেটিং
টেক্সট সাইজ 18

মূল লিরিক্স

BR
Translation not available yet. Showing the original lyrics.
(jogi re) - 2 tu sach batala mujhe jogi balam se baat kab hogi (virah ke din katenge kab) - 2 milan ki raat kab hogi tu sach batala mujhe jogi (hai yaad mujhe, mile the gale) - 2 gamon se duur chaand tale (jo shaam dhale jo dip jale) - 2 kabhi to bhigi palakon mein pyaar pale tu sach batala mujhe jogi balam se baat kab hogi (jiya roye hansein taare) - 2 bane hain phuul angaarey (kiya kisane juda hamako) - 2 judaai vaale tir hamein kaun maare tu sach batala mujhe jogi balam se baat kab hogi

Lata Mangeshkar এর আরও গান

Lata Mangeshkar →

সম্পর্কিত লিরিক্স