Yeh mera prem patr
MS

Yeh mera prem patr লিরিক্স

ধরনWorld Music
সময়7:38
মূল ভাষাMS
ভিউ189
Aaপাঠ সেটিং
টেক্সট সাইজ 18

মূল লিরিক্স

MS
Translation not available yet. Showing the original lyrics.
Meherbaan likhoon, haseena likhoon, ya dilrooba likhoon Hairaan hoon ke aap ko is khat mein kya likhoon Yeh mera prem patr padh kar Ke tum naaraaz na hona Ke tum meri zindagi ho, Ke tum meri bandagi ho Tujhe main chaand kehta tha, magar us mein bhi daag hai Tujhe sooraj main kehta tha, magar us mein bhi aag hai Tujhe itna hi kehta hoon ke mujhko tumse pyaar hai Tumse pyaar hai, tumse pyaar hai Yeh mera prem patr padhkar ke tum naaraaz na hona Ke tum meri zindagi ho, ke tum meri bandagi ho Tujhe ganga main samjhoonga, Tujhe jamuna main samjhoonga Tu dil ke paas hai itni, tujhe apna main samjhoonga Agar mar jaoon rooh bhatkegi tere intezaar mein Intezaar mein, intezaar mein Yeh mera prem patr padhkar ke tum naaraaz na hona Ke tum meri zindagi ho, ke tum meri bandagi ho

Mohammed Rafi এর আরও গান

Mohammed Rafi →

সম্পর্কিত লিরিক্স