Anand Ki Bharpuri
TL

Anand Ki Bharpuri লিরিক্স

অ্যালবামRaaja Hai Mahaan
বছর2015
ধরনGospel / Religious
সময়4:37
মূল ভাষাTL
ভিউ115
Aaপাঠ সেটিং
টেক্সট সাইজ 18

মূল লিরিক্স

TL
Translation not available yet. Showing the original lyrics.
Yeh jeevan hai tera prabhuji Tu hi raj kare, ho teri marzi Sang tere, hum gaate jaayein Aaye museebat, muskuraayein Tere bhavan mein anand ki bharpuri hai Yeshu tu sang to jeevan mein santushti hai Kroos par sab hui samapti Haara shaitan, mili paapon se mukti Teri maut se mili hai azaadi Rok sake na humein ab koi shakti Tere bhavan mein anand ki bharpuri hai Yeshu tu sang to jeevan mein santushti hai Bharpuri bharpuri, anand ki bharpuri (repeat) Santushti santushti, yeshu mein santushti (repeat) Mera pyaala umad umadte bhare Mera jeevan yeshu, tu khushi se bhare Tere bhavan mein anand ki bharpuri hai Yeshu tu sang to jeevan mein santushti hai

Sheldon Bangera এর আরও গান

Sheldon Bangera →

সম্পর্কিত লিরিক্স