Milti Hai Jhukti Hai
ID

Milti Hai Jhukti Hai লিরিক্স

ধরনClassico
সময়5:58
মূল ভাষাID
ভিউ474
Aaপাঠ সেটিং
টেক্সট সাইজ 18

মূল লিরিক্স

ID
Translation not available yet. Showing the original lyrics.
--MALE-- Milti hai, jhukti hai, sharmaati hai - 2 Ek nazar mein ek nazar yaar ki Kya kya kar jaati hai --FEMALE-- Milti hai, jhukti hai, sharmaati hai --MALE-- (Bas ek nazar mein itne nazaare Dekhe na pehle kabhi) - 2 --FEMALE-- Kaise hote hai yeh dil deewane Yeh to hum jaane abhi --MALE-- Chaahat hi dhadkan ko dhadkaati hai --FEMALE-- Haan, milti hai, jhukti hai, sharmaati hai --MALE-- Ek nazar mein ek nazar yaar ki Kya kya kar jaati hai, oh Milti hai, jhukti hai, sharmaati hai --FEMALE-- (Jab se mili hai tumse nigaahen Kya dil ki haalat kahe) - 2 --MALE-- Ya to kahe hum isko sharaarat Ya phir mohabbat kahe, oh --FEMALE-- Samjho to nazar mein bhi samjhaati hai --MALE-- Milti hai, jhukti hai, sharmaati hai --FEMALE-- Ek nazar mein ek nazar pyaar ki Kya kya kar jaati hai Milti hai, jhukti hai, sharmaati hai --MALE-- Milti hai, jhukti hai, sharmaati hai Hm hm hm hm hm --FEMALE-- Sharmaati hai --MALE-- Hm hm hm hm hm --FEMALE-- Haan sharmaati hai

Udit Narayan and Lata Mangeshkar এর আরও গান

Udit Narayan and Lata Mangeshkar →

সম্পর্কিত লিরিক্স