Mujhe To Hone Laga (feat. Kumar Sanu & Udit Narayan)
GL

Songtext von Mujhe To Hone Laga (feat. Kumar Sanu & Udit Narayan)

GenrePop
Dauer3:56
OriginalspracheGL
Aufrufe614
AaLeseeinstellungen
Textgröße 18

Originaltext

GL
Noch keine Übersetzung verfügbar. Der Originaltext wird angezeigt.
Mujhe to hone laga hai pyar mere yar o mere yar na jane dil kyun hai beqarar mere yar o mere yar hamari manzilein juda juda milenge kab kahan kise pata ho hamari manzilein rahega dil ko intazar mere yar o mere yar mujhe to hone laga hai (beqarar hoke kya karugi, ro ke yad teri mujhako jab satayegi main na ji sakunga aansu na pi sakunga, dosti mujhe bahut rulayegi lab pe rahegi milan ki duwa ho ho ho na hoga khud pe iktiyar mere yar o mere yar, mujhe to hone laga hai kya hasin umrr thi na koyi fiqr thi, kat rahi thi muskara ke zindagi kya jawan safar tha na kisi ka dar tha, dard tha na koyi na koyi bekasi jine ka ham le rahe hain maza ho ho ho kushi mili hai beshumar mere yar o mere yar, mujhe to hone laga hai

Mehr von Alka Yagnik

Alka Yagnik →

Ähnliche Songtexte