Aankhon Mein Tum
MS

Songtext von Aankhon Mein Tum

GenreClassico
Dauer3:56
OriginalspracheMS
Aufrufe486
AaLeseeinstellungen
Textgröße 18

Originaltext

MS
Noch keine Übersetzung verfügbar. Der Originaltext wird angezeigt.
gii: aaNkhon mein tum aaNkhon men tum, dil mein tum ho tumhaari marzi maano ke na maano, arrey maano ke na maano ki: oo oo, kab se ye dil, dil tumhaaraa ye raaz-e-dil tum jaano ke na jaano, arrey jaano ke na jaano ki: o.. o o o, (dil ko teri hi aarzoo) -2 dil ke shishe mein tu hi tu teri aarzoo, dil mein hai tu, aa re eaa papapapa hai teri aarzoo, dil mein hai tu, main na rahaa main, tu nahin tu ulfat kar gai mantar chhoo-oo-oo-aauN gii: aaNkhon men tum, dil mein tum ho tumhaari marzi maano ke na maano, arrey maano ke na maano ki: oo oo, kab se ye dil, dil tumhaaraa ye raaz-e-dil tum jaano ke na jaano, arrey jaano ke na jaano gii: o.. o o o, (yuN samajh lo hai tumse pyaar) -2 ab to Khush ho jaan-e-bahaar (tum se hai pyaar jaan-e-bahaar) -2 tum pe ye dil kar diyaa nisaar milte milte mil gaye paar ho ki: aa aa aa gii: aaNkhon men tum, dil mein tum ho tumhaari marzi maano ke na maano, arrey maano ke na maano ki: gi hi hi hi, kab se ye dil, dil tumhaaraa ye raaz-e-dil tum jaano ke na jaano, arrey jaano ke na jaano ki: ho.. ho ho ho, (ham zamaane se beKhabar) -2 ham kahaaN dil gayaa kidhar kise hai Khabar dil hai kidhar, haay haay yaa ee o kise hai Khabar dil hai kidhar, ulfat kaa lo dekho asar ham aaNgan mein dil chhat par-r-r-aauN gii: aaNkhon men tum, dil mein tum ho tumhaari marzi maano ke na maano, arrey maano ke na maano ki: kab se ye dil, dil tumhaaraa ye raaz-e-dil tum jaano ke na jaano, arrey jaano ke na jaano Hindi Song Title: Aankhon Mein Tum

Mehr von Geeta Dutt

Geeta Dutt →

Ähnliche Songtexte