Yaadon Ki Baaraat Chali Hai
YO

Songtext von Yaadon Ki Baaraat Chali Hai

GenrePop
Dauer5:41
OriginalspracheYO
Aufrufe766
AaLeseeinstellungen
Textgröße 18

Originaltext

YO
Noch keine Übersetzung verfügbar. Der Originaltext wird angezeigt.
yaadon ki baaraat chali hai aa bhi jaao raat chali hai zabt ka daaman chhuta aise aankhon se barasaat chali hai kahate hain phir laut na aana kuchh to aage baat chali hai wo jis raste se bhi guzare saari duniya saath chali hai kaash wo aur abhi ruk jaayein baat adhuuri raat chali hai

Mehr von Ghulam Ali

Ghulam Ali →

Ähnliche Songtexte