Chup Gayi Saari Nazarein
NL

Songtext von Chup Gayi Saari Nazarein

GenreInstrumental
Dauer6:21
OriginalspracheNL
Aufrufe4.2K
AaLeseeinstellungen
Textgröße 18

Originaltext

NL
Noch keine Übersetzung verfügbar. Der Originaltext wird angezeigt.
Chup gaye saare nazare, oie kya baat ho gayi (2) tune kaajal lagaya, din mei raat hogayi .... mil gaye naina se naina oie kya baat hogayi (2) dil ne dil ko pukaara mulaqaat ho gayi Kal nahi aana mujhe na bhulana ke maarega taana zamaana(2) Tere honton ke raaz yeh bahana tha gori tujko tho aaj nahi aana tha tu chali aayi duhaiyi oie kya baat hogayi maine choda zamana tere saath hogayi(2) oh tune kaajal lagaya din mei raat hogayi amwa ki daali pe gaaye mathvali koyila kaali nirali saawan aaneka kuch mathlab hoga baadal chaneka koi sabab hojayega rimjim chaye gataye oie kya baat hogayi(2) teri chunari lehraiye barsaat hogayi(2) dil ne dil ko pukaara mulaaat hogayi chod na baiyan padun tere payian taaron ke chaiya mei saiyan(2) ek woh din tha milake na tu ladaati aakhiyaan ek din tu jaage saare saare rateiyan ban gayi gori chakori oie kya baat hogayi (2) jiska dar tha bedardi wahi baat hogayi (2) Chup gaye saare nazare, oie kya baat ho gayi (2) dil ne dil ko pukaara mulaqaat ho gayi (2)

Mehr von Lata Mangeshkar

Lata Mangeshkar →

Ähnliche Songtexte