Madabhari Ye Hawaayein Paas Aayein
EO

Songtext von Madabhari Ye Hawaayein Paas Aayein

GenreInstrumental
Dauer6:34
OriginalspracheEO
Aufrufe336
AaLeseeinstellungen
Textgröße 18

Originaltext

EO
Noch keine Übersetzung verfügbar. Der Originaltext wird angezeigt.
madabhari ye hawaaein paas aaein naam lekar mujhako ye bulaayein madabhari ye hawaaein main ne raaton se kar li dosti taaron ke liye aur chura ke liya mainne ye din bahaaron ke liye ai zamin aasamaan mujhako do duwaaein madabhari ye hawaaein mainne laharon ki baahein thaam kar dhundhe hain bhanvar saahilon pe kisi ajanabi ki talaashi hai dagar kaash le kar unhe laharein laut aaein madabhari ye hawaaein

Mehr von Lata Mangeshkar

Lata Mangeshkar →

Ähnliche Songtexte