Aaja, Aaja Mein Hun Pyar Tera
MS

Songtext von Aaja, Aaja Mein Hun Pyar Tera

GenreWorld Music
Dauer6:22
OriginalspracheMS
Aufrufe178
AaLeseeinstellungen
Textgröße 18

Originaltext

MS
Noch keine Übersetzung verfügbar. Der Originaltext wird angezeigt.
M aaja, aaja mein hun pyar tera, Allah, allah inkaar tera Ooo oo aaja aah, aah aaja... M tumpe hazaron ki aankhen, chahiye tumko sahara, Palkon mein aavun chupalun, naazuk tan yeh tumhara Ooo oo aaja aah, aah aaja... F mera khayal tumeh hein, maine abhi yehi jaana, Sachha hai pyar ke jhoota, yeh hai mujeh azmaana, Ooo oo aaja aah, aah aaja...... M rakhna tha dil pe hamaare, haath chuda ke chali ho, F ji haan zaraa yeh bhi kahiye, aag lagaa ke chali M aaja, aaja mein hun pyar tera, Allah, allah inkaar tera Ooo oo aaja aah, aah aaja

Mehr von Mohammed Rafi

Mohammed Rafi →

Ähnliche Songtexte