Jeenay Kay Hain Char Din
FI

Songtext von Jeenay Kay Hain Char Din

GenreAlternativo Indie
Dauer5:21
OriginalspracheFI
Aufrufe948
AaLeseeinstellungen
Textgröße 18

Originaltext

FI
Noch keine Übersetzung verfügbar. Der Originaltext wird angezeigt.
Sonu nigam: (jeene ke hain chaar din, baaqi hain bekaar din Hey jeene ke hain chaar din, baaqi hain bekaar din Jaaye jaaye, jaaye jaaye Ek baar jo jaaye, jawaani phir na aaye Hey hey, jawaani phir na aaye) - 2 Mere baare mein kya hai sochti Dushman na samajh, kar le dosti Sunidhi: Chal baaju hat, jaane bhi de Aise na tu mujhko sata Sonu nigam: Jaana itna tevar hai bura Jeene ke hain chaar din, baaqi hain bekaar din Hey jeene ke hain chaar din, baaqi hain bekaar din Jaaye jaaye, jaaye jaaye Ek baar jo jaaye, jawaani phir na aaye Hey hey, jawaani phir na aaye Pal pal ka maza le le jaane jaan Jo hai aaj hai, kal to aaye na Sunidhi: Lagta mujhe deewaana tu Tera mera kya vaasta Sonu nigam: Aise na chhodoon tera raasta Jeene ke hain chaar din, baaqi hain bekaar din Hey jeene ke hain chaar din, baaqi hain bekaar din Jaaye jaaye, jaaye jaaye Ek baar jo jaaye, jawaani phir na aaye Hey hey, jawaani phir na aaye - 4

Mehr von Mujhse Shaadi Karogi

Mujhse Shaadi Karogi →

Ähnliche Songtexte