Doobey (feat. Savera)
YO

Songtext von Doobey (feat. Savera)

GenrePop
OriginalspracheYO
Aufrufe79
AaLeseeinstellungen
Textgröße 18

Originaltext

YO
Noch keine Übersetzung verfügbar. Der Originaltext wird angezeigt.
Tera mera dono ka dil besabar Basabar besabar Sham-o-sehar dono ka dil bekhabar Bekhabar bekhabar Lo kashtiyan humaari yoon takra gayi Lehar lehar dono ka dil besafar Besafar besafar Haan doobey doobey doobe Ek dooje mein yahan Haan doobe doobey doobe Uff yeh gehraiyaan Haan doobey doobey doobey Ek dooje mein yahan Hai saanson mein samandar Hai dil mein dhuan Dheere dheere aise gire bijliyan Tu bhi main bhi beasar Bheege bheege dekho roohein is tarah Beasar beasar Lo apne kinaare yoon takra gaye Lehar lehar dono ka dil besafar Uff yeh gehraiyaan Haan doobey haan doobey haan doobey Ek dooje mein yahan Haan doobey haan doobey haan doobey Uff yeh gehraiyaan Haan doobey haan doobey haan doobey Ek dooje mein yahan Hai saanson mein samandar Hai dil mein dhuan Reh jayega kya jo beh gaye yahan Chal beh jayein yahan Ho jayega kya jo kho gaye yahan Chal kho jaayein yahan Haan doobey doobey doobey Ek dooje mein yahan Haan doobey doobey doobey Uff yeh gehraiyaan Haan doobey doobey doobey Ek dooje mein yahan Hai saanson mein samandar Hai dil mein dhuan

Mehr von OAFF

OAFF →

Ähnliche Songtexte