Jab Tum Mere Saamne Hoti Ho
MS

Songtext von Jab Tum Mere Saamne Hoti Ho

GenreWorld Music
Dauer10:27
OriginalspracheMS
Aufrufe287
AaLeseeinstellungen
Textgröße 18

Originaltext

MS
Noch keine Übersetzung verfügbar. Der Originaltext wird angezeigt.
jab tum mere saamane hoti ho duniya ko bhool jaata hu tera deedar karta hu jab tum mere saamane tasveer teri aaise dil mei samaai hai roop mei tere jaise husn-e-khudai hai chaand aur taare saare tujhpe hain qurbaan hardam tere khwabon khyalon mei rahta hu ha duniya ko bhool jata dil ki dhadkan keh rahi hai ab na jana mujhe chodkar dil pe tera hi naam likha hai kya karogi ise todkar dil jo toota zindagi bhar judega kaha o ho ho duniya ko bhool jata taareef uski karu kya jisne banaya tumhe bahut pyaar naaz-o-ada se jisne sajaya tumhe tere jaisi koi haseena phir se banegi kaha tere nashe mein jhoom kar gata hu duniya ko bhool jata Posted By : Babydoll

Mehr von Sadhana Sargam

Sadhana Sargam →

Ähnliche Songtexte