Kitni Baatein
MS

Songtext von Kitni Baatein

GenreWorld Music
Dauer5:49
OriginalspracheMS
Aufrufe267
AaLeseeinstellungen
Textgröße 18

Originaltext

MS
Noch keine Übersetzung verfügbar. Der Originaltext wird angezeigt.
Hariharan: Kitni baatein yaad aati hai Tasveerein si ban jaati hain Main kaise inhein bhooloon Dil ko kya samjhaaun Sadhana: Kitni baatein kehne ki hai Honton par jo sehmi si hai Ik roz inhein sun lo Kyun aise gum-sum ho Hariharan: Kyun poori ho na paayi daastaan Sadhana: Kaise aayi hai aisi dooriyaan Hariharan: Dono ke dilon mein chhupa hai Jo ik anjaana sa gham Kya ho paayega woh kam Koyi kya kahe Sadhana: Dono ne kabhi zindagi ke Ik mod pe bhi jo paayi Hai kaisi woh tanhaai Koyi kya kahe Hariharan: Kitna viraan hai ye sama Sadhana: Saanson mein jaise ghulta hai dhuwaan Kaisi aayi hai aisi dooriyaan Hariharan: Kitni baatein yaad aati hai Tasveerein si ban jaati hain Main kaise inhein bhooloon Sadhana: Tumse aaj yun milke dil ko Yaad aaye lamhein kal ke Ye aansoon kyun hai chhalke Ab kya kahen Hariharan: Tumne hamko dekha jo aise Toh ik umeed hai jaagi Phir tumse pyaar paane ki Ab kya kahen Sadhana: Aa gaye ham kahaan se kahaan Hariharan: Dekhe mudke ye dil ka kaarvaan Kaisi aayi hai aisi dooriyaan Sadhana: Kitni baatein kehne ki hai Honton par jo sehmi si hai Ik roz inhein sunlo Kyun aise gum-sum ho Hariharan: Kitni baatein yaad aati hai Tasveerein si ban jaati hain Main kaise inhein bhooloon Dil ko kya samjhaaun Tell A Friend

Mehr von Sadhana Sargam

Sadhana Sargam →

Ähnliche Songtexte