Dosti Ho Gayee
ET

Songtext von Dosti Ho Gayee

GenreAlternativo Indie
Dauer6:36
OriginalspracheET
Aufrufe468
AaLeseeinstellungen
Textgröße 18

Originaltext

ET
Noch keine Übersetzung verfügbar. Der Originaltext wird angezeigt.
--FEMALE-- Dosti --MALE-- Dosti, yeah yeah yeah --FEMALE-- Ho gayi re, ho gayi re Pyaar mein --MALE-- Zindagi, yeah yeah yeah --FEMALE-- Ho gayi re, ho gayi re --MALE-- Do tanhaa mile, tanhaai miti, ab saath hamein rehna --FEMALE-- Do tanhaa mile, tanhaai miti, ab saath hamein rehna Dosti --MALE-- Dosti, yeah yeah yeah --FEMALE-- Ho gayi re --MALE-- Ho gayi re --FEMALE-- Kya haseen yeh samaa hai sanam Na bahek jaaye aise mein hum Chhaa raha hai ajab sa nasha Aa raha hai hamein to mazaa --MALE-- Kya haseen yeh samaa hai sanam Na bahek jaaye aise mein hum Chhaa raha hai ajab sa nasha Aa raha hai hamein to mazaa --FEMALE-- Kya haseen --MALE-- Dillagi, yeah yeah yeah --FEMALE-- Ho gayi re, ho gayi re Dard se --MALE-- Aashiqui, yeah yeah yeah --FEMALE-- Ho gayi re, ho gayi re --MALE-- Do tanhaa mile, tanhaai miti, ab saath hamein rehna --FEMALE-- Do tanhaa mile, tanhaai miti, ab saath hamein rehna Yeah yeah, hey yeah yeah, oh yeah, hey yeah, oh yeah Dil samajhne laga jaane jaan Teri khamoshiyon ki zubaan Mastiyon mein kate jo ghadi Hai voh sadiyon yugon se badi --MALE-- Dil samajhne laga jaane jaan Teri khamoshiyon ki zubaan Mastiyon mein kate jo ghadi Hai voh sadiyon yugon se badi --FEMALE-- Main teri --MALE-- Chandni, yeah yeah --FEMALE-- Ho gayi re, ho gayi re Main teri --MALE-- Roshni --FEMALE-- Ho gayi re, ho gayi re --MALE-- Do tanhaa mile, tanhaai miti, ab saath hamein rehna --FEMALE-- Do tanhaa mile, tanhaai miti, ab saath hamein rehna

Mehr von Sunidhi Chauhan

Sunidhi Chauhan →

Ähnliche Songtexte