Yaaram
MS

Songtext von Yaaram

GenreAlternativo Indie
Dauer5:12
OriginalspracheMS
Aufrufe43
AaLeseeinstellungen
Textgröße 18

Originaltext

MS
Noch keine Übersetzung verfügbar. Der Originaltext wird angezeigt.
hum cheez hain bade kaam ki, yaaram humein kaam pe rakh lo kabhi, yaaram hum cheez hain bade kaam ki, yaaram ho suraj se pehle jagayenge aur akhbaar ki sab surkhiyaan hum gungunayenge pesh karenge garm chai phir koi khabar aayi na pasand toh, end badal denge ho munh khuli jamhaai pe hum bajaayein chutkiyaan dhoop na tum ko lage khol denge chhatariyaan peechhe peechhe din bhar ghar daftar mein le ke chalenge hum tumhaari filein, tumhaari diary gaadi ki chaabiyan, tumhaari enakein tumhaara laptop, tumhaari cap, phone aur apna dil, kanwaara dil pyaar mein haara bechara dil aur apna dil, kanwara dil pyaar mein haara, bechara dil yeh kehne mein kuch risk hai, yaaram! naaraz naa ho, ishq hai. yaaram! ho raat savere, shaam ya dopehari band aankhon me le ke tumhe ungha karenge hum takiye chaadar mehake rehte hain jo tum gaye tumhari khushboo soongha karenge hum o. zulf mein phansi hui khol denge baaliyaan kaan khinch jaaye agar kha lein meethi gaaliyaan chunte chale pairon ke nishaan ki unn par aur na paanv pade tumhari dhadkanein, tumhari dil sune tumhari saans sune, lagi kampkapi naa gajre bune, juhi mogra toh kabhi dil humaara dil, pyar mein haara bechara dil humara dil, humara dil pyaar mein haara bechara dil

Mehr von Sunidhi Chauhan

Sunidhi Chauhan →

Ähnliche Songtexte