Tum Se Badhakar Duniya Mein
NL

Letra de Tum Se Badhakar Duniya Mein

GéneroPop
Duración2:54
Idioma originalNL
Vistas576
AaLectura
Tamaño 18

Letra original

NL
La traducción todavía no está disponible. Mostramos la letra original.
Tum se badhakar duniya mein naa dekha koyi aur jubaan par aaj dil ki baat aa gayi kya khub aankhe hain teri, in mein jindagani hain meri jee lenge hum dekh dekh ke inako, kya khub aankhe hain teri too hee too khwaabon mein hain naa duja koyi aur jubaan par aaj dil ki baat aa gayi tum se badhakar duniya mein naa dekha koyi aur jubaan par aaj dil ki baat aa gayi sundarata tune wo payi, nazan hain tumpe khudayi naj nahi apane par phiir bhi tujhko, sundarata tune wo payi dil kaa hasin tere jaisa naa dekha koyi aur jubaan par aaj dil ki baat aa gayi tum se badhakar duniya mein naa dekha koyi aur jubaan par aaj dil ki baat aa gayi baato mein teri ik ada hai, teri ada mein wafa hai phir bhi tujhse milane ko jee chaahe, baato mein teri ik ada hai dil mein itaaa pyar liye naa aaya koyi aur jubaan par aaj dil ki baat aa gayi tum se badhakar duniya mein naa dekha koyi aur jubaan par aaj dil ki baat aa gayi

Más de Alka Yagnik

Alka Yagnik →

Letras relacionadas