Chali Chali Re Patang (feat. Mohammed Rafi)
MS

Letra de Chali Chali Re Patang (feat. Mohammed Rafi)

GéneroInstrumental
Duración3:44
Idioma originalMS
Vistas1.5K
AaLectura
Tamaño 18

Letra original

MS
La traducción todavía no está disponible. Mostramos la letra original.
chali-chali re patang meri chali re chali-chali re patang meri chali re chali baadalon ke paar ho ke dor pe savaar saari duniya ye dekh-dekh jali re chali-chali re patang meri chali re yoon mast hava mein laharaaye jaise udan khatola uda jaaye yoon mast hava mein laharaaye jaise udan khatola uda jaaye le ke man mein lagan jaise koi dulhan le ke man mein lagan jaise koi dulhan chali jaaye saanvariya ki gali re chali-chali re patang meri chali re chali-chali re patang meri chali re chali baadalon ke paar ho ke dor pe savaar saari duniya ye dekh-dekh jali re rang meri patang ka dhaani hai ye neel gagan ki raani rang meri patang ka dhaani hai ye neel gagan ki raani baanki baanki hai udaan hai umar bhi javaan laage patali kamar badi bhali re chali-chali re patang meri chali re chali-chali re patang meri chali re chali baadalon ke paar ho ke dor pe savaar saari duniya ye dekh-dekh jali re chhoona mat dekh akeli hai saath mein dor saheli chhoona mat dekh akeli hai saath mein dor saheli hai ye bijali ki dhaar badi tez hai kataar degi kaat ke rakh dilajali re chali-chali re patang meri chali re chali-chali re patang meri chali re chali baadalon ke paar ho ke dor pe savaar saari duniya ye dekh-dekh jali re

Más de Lata Mangeshkar

Lata Mangeshkar →

Letras relacionadas