Meri Yeh Payaliya Geet Tere Gaaye
ET

Letra de Meri Yeh Payaliya Geet Tere Gaaye

GéneroInstrumental
Duración5:16
Idioma originalET
Vistas1.8K
AaLectura
Tamaño 18

Letra original

ET
La traducción todavía no está disponible. Mostramos la letra original.
hain mere sang kiya tune bada tang kiya dori mere paas ho toh saiyya tohe khichh lu jaane na du - 2 aankhon mein basa ke aankhen michh lu meri yeh payaliya geet tere gaaye - 2 chalu tham tham ke ghumghru chanak jaaye meri yeh payaliya geet tere gaaye chalu tham tham ke ghumghru chanak jaaye meri yeh payaliya geet tere gaaye tann dole re dhitam dhitam mann bole re dhitam dhitam (ambua ki daali pe jab koyal bole haule haule birhan ka mann paapi dole) - 2 kise neend aaye kise chain aaye jiya dhadak jaaye meri yeh payaliya geet tere gaaye chalu tham tham ke ghumghru chanak jaaye meri yeh payaliya geet tere gaaye (ghar baithi sharamaaun gali mein na aaun lat bikhre mann bhatke kahi kho na jaaun) - 2 dagar mein haai nazar mil jaaye kamar balkhaye chunar sarak jaaye meri yeh payaliya geet tere gaaye chalu tham tham ke ghumghru chanak jaaye meri yeh payaliya geet tere gaaye (hain mere bin tere iya nahi laage saari naina mere naian rahe jaage hjaage) - 2 agan si mann mein lage saawan mein mere aagan nein bijli chakmal jaaye meri yeh payaliya geet tere gaaye chalu tham tham ke ghumghru chanak jaaye meri yeh payaliya geet tere gaaye

Más de Lata Mangeshkar

Lata Mangeshkar →

Letras relacionadas