Second Hand Jawani (feat. Miss Pooja & Nakash Aziz)
Hindi

Letra de Second Hand Jawani (feat. Miss Pooja & Nakash Aziz)

GéneroPop
Idioma originalHindi
Vistas33
AaLectura
Tamaño 18

Letra original

HI
La traducción todavía no está disponible. Mostramos la letra original.
daayein lage kabhi baayein lage naino ki bullet dil pe dhaayn lage, raja daayein lage kabhi baayein lage naino ki bullet dil pe dhaayn lage, raja aayi helicopter pe chadhke jawaani koodi parachute bina, karke manmaani teri end jawaani teri ban jawaani nahi chahiye mujhko teri second hand jawani teri end jawaani oh teri ban jawaani nahi chahiye mujhko teri second hand jawaani oh meri end jawaani, meri banned jawani bhanwaron ke college ka main professor hoon baby ayyashi ke computer ka processor hoon baby bhanwaron ke college ka main professor hoon baby ayyashi ke computer ka processor hoon baby oh raja hogi gadhi jo bhi hogi teri deewani jitna kameena tu, main utni sayaani meri end jawaani oh meri banned jawaani oh lambi race ki hai ghodi second hand jawaani oh teri end jawaani teri ban jawaani nahi chahiye mujhko teri second hand jawaani yun meri jawaani pe jo ungali uthaaye khud ki khaali taxi mein kitne bithaaye yun meri jawaani pe jo ungali uthaaye khud ki khaali taxi mein kitne bithaaye oh ja ja radio pe teri mashhoor kahaani duniya sunegi ab yeh aakashwani teri end jawani oh teri ban jawaani nahi chahiye mujhko teri second hand jawani meri end jawani oh meri banned jawaani oh lambi race ki hai ghodi second hand jawaani teri end jawaani oh teri banned jawaani haan haan chahiye mujhko teri second-hand jawani

Más de Neha Kakkar

Neha Kakkar →

Letras relacionadas