Jee Ve Sohneya
Hindi

Letra de Jee Ve Sohneya

GéneroFolk
Idioma originalHindi
Vistas153
AaLectura
Tamaño 18

Letra original

HI
La traducción todavía no está disponible. Mostramos la letra original.
aa jee ve sohneya jee chaahe kisi ka hokar jee jee ve sohneya jee chaahe kisi ka hokar jee maana ki tu ab nahi mera maana ki tu ab nahi mera kabhi tha mera bhi jee ve sohneya jee chaahe kisi ka hokar jee jee ve sohneya jee chaahe kisi ka hokar jee hansti basti rahe woh raahein jinpe chalta tu meri bhi galiyon aata jaata kal tha tu aa hansti basti rahe woh raahein jinpe chalta tu meri bhi galiyon aata jaata kal tha tu aaj bhi yaad hai mujhe aahat aaj bhi yaad hai mujhe aahat tere kadmon ki jee ve sohneya jee chaahe kisi ka hokar jee jee ve sohneya jee chaahe kisi ka hokar jee kabhi kabhaar sandesha de de kya hai tera haal rut pardesi rakhti hogi shayad tera khayaal kabhi kabhaar sandesha de de kya hai tera haal rut pardesi rakhti hogi shayad tera khayaal yahaan tere bin patjhad sa hai yahaan tere bin patjhad sa hai har ek mausam hi jee ve sohaneya jee chaahe kisi ka hokar jee jee ve sohneya jee chaahe kisi ka hokar jee maana ki tu ab nahi mera maana ki tu ab nahi mera kabhi tha mera bhi jee ve sohneya jee chaahe kisi ka hokar jee jee ve sohneya jee chaahe kisi ka hokar jee chaahe kisi ka hokar jee chaahe kisi ka hokar jee chaahe kisi ka hokar jee tu chaahe kisi ka hokar jee

Más de Nooran Sisters

Nooran Sisters →

Letras relacionadas