Musafir (feat. Atif Aslam)
TL

Letra de Musafir (feat. Atif Aslam)

GéneroPop
Duración3:00
Idioma originalTL
Vistas66
AaLectura
Tamaño 18

Letra original

TL
La traducción todavía no está disponible. Mostramos la letra original.
hmm kaise, jiunga kaise bataa de mujhko tere bina kaise, jiyunga kaise bataa de mujhko tere bina tera mera jahaan le chalun main wahaan koi tujhko na mujhse chura le rakh loon aankhon mein main kholun palke na main koi tujhko na mujhse chura le main andheron se ghira hoon aa dikha de tu mujhko savera mera main bhatakta ik musafir aa dila de tu mujhko basera mera jaagi jaagi raatein meri roshan tujhse hai savera tu hi mere jeene ki wajah jab tak hain ye saansein meri inpe hai sadaa haq tera poori hai tujhse meri duaa tera mera jahaan le chalun main wahan koi tujhko na mujhse chura le rakh loon aankhon mein main kholun palke na main koi tujhko na mujhse chura le main andheron se ghira hoon aa dikha de tu mujhko savera mera main bhatakta ik musafir aa dila de tu mujhko basera mera kaise, jiungi kaise bataa de mujhko tere bina kaise, jiyungi kaise bataa de mujhko tere bina tera mera jahaan le chalun main wahaan koi tujhko na mujhse chura le rakh loon aankhon mein main kholun palke na main koi tujhko na mujhse chura le main andheron se ghira hoon aa dikha de tu mujhko savera mera main bhatakta ik musafir aa dila de tu mujhko basera mera

Más de Palak Muchhal

Palak Muchhal →

Letras relacionadas