Main Hoon Na
Hindi

Letra de Main Hoon Na

Duración0:34
Idioma originalHindi
Vistas29
AaLectura
Tamaño 18

Letra original

HI
La traducción todavía no está disponible. Mostramos la letra original.
La la la laa, la laa la laa, la la laa What's up Ho ohh, ho ohh ho chale jaise hawaein sanan sanan ude jaise parinde gagan gagan jaaye titliyan jaise chaman chaman yunhi ghoomoon main bhi magan magan Hey-hey hey-hey hey-hey, wow Hey-hey wow-wow ha-haa main deewani dil ki rani ghum se anjaani kab darti hoon woh karti hoon jo hai thaani chale jaise hawaein sanan sanan ude jaise parinde gagan gagan chak doom doom, doom doom What's up Say what koi roke koi aaye jitna bhi mujhko samjhaaye main na sunoongi kabhi apne hi dhun mein rehti hoon main pagli hoon main ziddi hoon kehte hain yeh to sabhi koi nahin jaana ke armaan kya hai mera chale jaise hawaein sanan sanan ude jaise parinde gagan gagan jaaye titliyan jaise chaman chaman yunhi ghoomoon main bhi magan magan Hey-hey hey-hey hey-hey, wow Hey-hey wow-wow ha-haa main deewani dil ki rani ghum se anjaani kab darti hoon woh karti hoon jo hai thaani chale jaise hawaein sanan sanan ude jaise parinde gagan gagan La la la laa, la laa la laa, la la laa aaye haseenayein to aaye mujhko dikhane apni adaayein main bhi kuch kam nahin aankhon mein aankhen jo daaloon dil na churaloon hosh churaloon koi ho kitna haseen mera ho gaya woh jo ek baar mujhse mila chale jaise hawaein sanan sanan ude jaise parinde gagan gagan jaaye bhanwre jaise chaman chaman yunhi ghoomoon main bhi magan magan Ley-hey hey-hey hey-hey, wow Ley-hey wow-wow ha-haa main deewana main anjaana ghum se begaana hoon awara lekin pyaara sabne maana chale jaise hawaein sanan sanan ude jaise parinde gagan gagan jaaye bhanwre jaise chaman chaman yunhi ghoomoon main bhi magan magan chale jaise hawaein sanan sanan ude jaise parinde gagan gagan

Más de The Quicksteps

The Quicksteps →

Letras relacionadas