Haal Kaho Aur Haal Suno
SQ

Paroles de Haal Kaho Aur Haal Suno

GenrePop
Durée4:45
Langue originaleSQ
Vues362
AaLecture
Taille 18

Paroles originales

SQ
Traduction indisponible. Les paroles originales sont affichées.
ma pa ga pa ma pa pa dha ni dha pa ni haal kaho aur haal suno ga ma pa ma ga pa dil ki kaho kuchh dil ki suno ma pa dha pa ma dha pa dha ni dha pa ni haal kaho aur haal suno dil ki kaho kuchh dil ki suno aaise bhi hamse milon chhodo yeh pal do pal ka aana jaana haal kaho aur haal suno dil ki kaho kuchh dil ki suno chhodo yeh pal do pal ka aana jaana kaisa hai yeh silsila tera mera hota nahi jo shuru kaisa hai yeh silsila tera mera hota nahi jo shuru hoga kabhi jo mile kahi kabhi teri meri aarzoo par mile toh mile kaise bataa mujhe tera na tujhe mera pata bataa koi yahaan pe kyon ho begaana ma pa ga pa ma pa pa dha ni dha pa ni kabhi koi shaam naam mere bhi apani tum kar do na kabhi koi shaam naam mere bhi apani tum kar do na kahne ko jo baat bekaraar hoon tum wahi keh do naa aaisa na ho gujar jaaye sama mile tujhe na mujhe koi jahaan yahaan chhodo bhi tum nazron ka yun churana haal kaho aur haal suno dil ki kaho kuchh dil ki suno chhodo yeh pal do pal ka aana jaana

Plus de Abhijeet

Abhijeet →

Paroles similaires