Yeh Rate Yeh Mausam Nadee Ka Kinara
MS

Paroles de Yeh Rate Yeh Mausam Nadee Ka Kinara

GenrePop
Durée3:56
Langue originaleMS
Vues781
AaLecture
Taille 18

Paroles originales

MS
Traduction indisponible. Les paroles originales sont affichées.
Yeh rate yeh mausam nadee ka kinara, yeh chanchal hawa kaha do dilo ne ke milkar kabhee ham na honge juda yeh rate yeh mausam nadee ka kinara, yeh chanchal hawa yeh kya bat hai, aaj kee chandnee me ke ham kho gaye, pyar kee raganee me yeh baho me bahe, yeh behkee nigahe lo aane laga jindagee ka maja yeh rate yeh mausam nadee ka kinara, yeh chanchal hawa sitaro kee mehfil ne karke ishara kaha abb toh sara jahan hai tumhara mohabbat jawan ho, khula aasman ho kare koyee dil aarju aur kya yeh rate yeh mausam nadee ka kinara, yeh chanchal hawa kasam hai tumhe, tum agar mujhse ruthe rahe sans jab tak yeh bandhan na tute tumhe dil diya hai, yeh wada kiya hai sanam mai tumharee rahungee sada yeh rate yeh mausam nadee ka kinara, yeh chanchal hawa kaha do dilo ne, ke milkar kabhee ham na honge juda yeh rate yeh mausam nadee ka kinara, yeh chanchal hawa

Plus de Asha Bhosle

Asha Bhosle →

Paroles similaires