Safar
TL

Paroles de Safar

Durée2:34
Langue originaleTL
Vues83
AaLecture
Taille 18

Paroles originales

TL
Traduction indisponible. Les paroles originales sont affichées.
dil mera khoya khoya sa ghum sum yun pada tha haathon mein kal ke kuch sapnon ka rang tha zara sa yeh sadak chal rahi thi mayus thaki si ek sitara achanak dikha haan par woh tum hi toh the roshani mein sane tu mera yeh safar khil gaya haan par woh tum hi toh the roshani mein sane tu mera yeh safar khil gaya dil mera likhta hai padhta hai ab sau kitaben tumse jo milna hai sapnon ke taaron ke aage par sawa lag gayi hai yeh rit chunai hai sara kohra kohra laga haan khair mein tum hi toh the roshani mein sane tu mera yeh safar khil gaya haan khair mein tum hi toh the roshani mein sane tu mera yeh safar khil gaya haan haan haan tum hi toh the roshani mein sane tu mera yeh safar khil gaya

Paroles similaires