Dhimi Dhimi Hai Kyon Hava
MS

Paroles de Dhimi Dhimi Hai Kyon Hava

GenreInstrumental
Durée4:58
Langue originaleMS
Vues1K
AaLecture
Taille 18

Paroles originales

MS
Traduction indisponible. Les paroles originales sont affichées.
dhimi dhimi hai, mithi mithi hai, dhimi dhimi hai kyon hava milake aayi hai, masti chhaayi hai, phuul laayi hai, khushnuma (mahak rahe hain dil jigar, na hosh hai na hai khabar) - 2 (kahin pe dil, kahin pe ham, hai kuchh khushi, to kuchh hai gam) - 2 naya hua ye maazara dhimi dhimi hai (khili hai jo kali kali, mahakati hai gali gali) - 2 (ye kah rahi hain bulabulein, sanam ke ghar chalo chalein) - 2 bahaar ka mile ? dhimi dhimi hai

Plus de Lata Mangeshkar

Lata Mangeshkar →

Paroles similaires