Geela Geela Paani
MS

Paroles de Geela Geela Paani

GenreInstrumental
Durée6:03
Langue originaleMS
Vues411
AaLecture
Taille 18

Paroles originales

MS
Traduction indisponible. Les paroles originales sont affichées.
Geela geela paani, paani sureela paani, paani - 2 Hoom hoom, hoom hoom barse Aaya hai kiske ghar se paani, paani Aasmaan chhalka hai, aasmaan bhar gaya Bhar gaya Geela geela paani, paani sureela paani, paani (Sheeshon pe bajti hain boondein Chehre pe chalti hain boondein) - 2 Ni pa, pa ni, gungun karta paani Kalsi mein bharta paani, paani Hoom hoom, hoom hoom barse Aaya hai kiske ghar se paani, paani (Ruk ruk ke chalta hai yeh dil Mujrim sa lagta hai yeh dil) - 2 Ni pa, pa ni, honton ne chakkha paani Boondein mein rakha paani, paani Hoom hoom, hoom hoom barse Aaya hai kiske ghar se paani, paani Aasmaan chhalka hai, aasmaan bhar gaya Bhar gaya

Plus de Lata Mangeshkar

Lata Mangeshkar →

Paroles similaires