Hava Hai Sard Sard - Fast
EO

Paroles de Hava Hai Sard Sard - Fast

GenreInstrumental
Durée6:39
Langue originaleEO
Vues387
AaLecture
Taille 18

Paroles originales

EO
Traduction indisponible. Les paroles originales sont affichées.
hava hai sard sard aur dil mein bhi hai dard barasi hai kaheen aaj ghata mausam ka rang hai ajeeb,bulbul se phool hai kareeb aaye bahaar ke kadam,jaaga hai baag ka naseeb sunake ghata ka shor,jungal mein naacha mor barasi hai kaheen aaj ghata thandi hava ke saath saath, dil mein ye a rahi hai baat jaaoon yahaan se door door, haaton mein leke unaka haath machala hua hai dil, aise mein aake mil barasi hai kaheen aaj ghata hava hai sard sard...

Plus de Lata Mangeshkar

Lata Mangeshkar →

Paroles similaires