Mere Pyar Mein Tujhe Kya Mila
SR

Paroles de Mere Pyar Mein Tujhe Kya Mila

GenreInstrumental
Durée3:13
Langue originaleSR
Vues2K
AaLecture
Taille 18

Paroles originales

SR
Traduction indisponible. Les paroles originales sont affichées.
( mere pyaar mein tujhe kya mila mere devata mujhe bhool ja ) -2 yahi aansuon ka hai faisala mere devata mujhe bhool ja mere pyaar mein tujhe kya mila meri hasaraten mujhe ro chuki meri manzilen mujhe kho chuki -2 main hun wo chaman tere pyaar ka -2 jo ujad gaya mujhe bhool ja mere pyaar mein tujhe kya mila tera pyaar mujhako na de sada -2 main hun sangadil main hun bewafa -2 jise maine khud hi bujha diya -2 main hun wo diya mujhe bhool ja mere pyaar mein tujhe kya mila mere devata mujhe bhool ja mere pyaar mein tujhe kya mila

Plus de Lata Mangeshkar

Lata Mangeshkar →

Paroles similaires