Hum Tum Yug Yug Se
SQ

Paroles de Hum Tum Yug Yug Se

GenreClassico
Durée5:36
Langue originaleSQ
Vues530
AaLecture
Taille 18

Paroles originales

SQ
Traduction indisponible. Les paroles originales sont affichées.
Hum Tum Yug Yug Se Ye Geet Milan Ke gaate Rahen Hain Gaate Rahenge hum Tum Jag Mein Jeevan Saathi Bankar aate Rahen Hain Aate Rahenge hum Tum jab Jab Hamne Jeevan Paya tera Hi Roop Saja Sajna har Baar Tumhi Ne Maang Bhari tumhi Ne Pehnaye Kangana hum Phool Bane Ya Raakh Huye par Saath Nahin Chhoota Apna har Baar Tumhi Tum Aan Base in Aankhon Mein Bankar Sapna hum Tum hum Aaj Kahen Tumko Apna tum Bhi Kisi Roz Paraye Thhe duniya Samjhi Hum Bichhad Gaye aise Bhi Zamaane Aaye Thhe lekin Woh Juda Honewalle hum Nahin Hamare Saye Thhe hum Tum

Plus de Mukesh

Mukesh →

Paroles similaires